barish poetry
Barish Poetry: “I always like walking in the rain, so no one can see me crying.”
? Charlie Chaplin
rain is the great facilitator of life. Not just for drinking water for people and the wildlife, but for farmers who need rain to grow their crops. Rain is vital for the cycle of life.
Barish Romantic Poetry and Barish Sad Poetry
Teez barish mai kabhi sardh hawaon mai raha
Ek tera zikar tha jo meri sadaon mai raha
Kitney loogon se mere gheehre marasim hain magar
Tera chehra hi faqat meri duaon mai raha::
Roo para aasman bhi aaj meri wafa deakh kar
Deakh baat teri be wafai ki badalon tak ja pohanchi::

Tumhari yaad ki barsaat jab barasti hai
mein toot jata hon kachay se jhonparey ki terhan...
Khyaalon mein wahi, sapno mein lekin unki yaadon mein hum the ...
Ae Barish! Baras, Baras or Baras…Aaj tu uski yaadon ko baha ly ja…....
Teez Barish Main Kabhi Sard Hawao Main Raha,Ek Tera Zikar Tha Jo Meri Sada'ao Main Raha...
Woh mujhse meri Udasion ki Wajah poochte hai,Kitni pagal hai Raat ke Sannate ki Wajah poochte hai
...
Barish Ka Ye Mousam Kuch Yaad Dilata HaiKisi Kay Saath Honay Ka Ehsaas Dilata Hai...
Janey kiya badalon ke darmiyaan sazish hoi
Jis ka ghar mitti ka tha uske ghar barish hoi...
Tumhari yaad ki barsaat jab barasti hai
Mai tooth jata hon kuche se jhopnrre ki tarhan
...
Wo Ankhain Jo Kar Rahi Hain Barsney Ki Tayari
Koi in Ko To Batla Dye K Abi Saawan Nahi aya..::
...
Woh paani ki bundein woh barsaat kaWoh teri khushboo woh tere ehasas...
Kabhi hum bheegte hain chaahaton kiKabhi barson nahin milte kisi halki si ...
Thitharti hui Shab-E-Syaah or woh bhi Mohasin hijar k maaron py qayamat ...
Jane kiya badiloon ke darmiyan sazish huwiJis ka ghar mitti ka thaa uske ghar barish huwi...
Teez barish mai kabhi sardh hawaon mai raha
Ek tera zikar tha jo meri sadaon mai raha
Kitney loogon se mere gheehre marasim hain magar
Tera chehra hi faqat meri duaon mai raha...
Phele jab barish hoti thi tou yaad aatey theey
Ab jab yaad aatey ho tou barish hoti hai::
...
TUM Pochti Thi Na Kitna Piyar Hai TUM Se
Lo Ab Gin Lo Boondain BARISH Ki....!!
...
Pata hai mujhe barish kun pasand hain
Ye barasti hain udaas loogon ki tarhan..::
...