Ye apna Pakistan hai ye apna Pakistan hai
Lakhon janain dekar paya, paya aur firdos banaya
Is ka jhanda hum ne uthaya, jis ka apne sar peh sayah
Allah ka ahsaan yeh apna Pakistan
Yeh apna Pakistan yeh apna Pakistan
Quid-e-Azam is kay bani jur’rat hyder ki yeh nishani
Dolat iz’zat jaan jawani is ki khatir her qurbaani
Apna hai yeh imaan yeh apna Pakistan
Pakistan hamari dolat, apne dam se is ki izzat
Hum se Quid is ki azmat, hum zinda hain is ki bdolat
Hum is kay armaan yeh apna Pakistan
Hum hain is ke naaz kay pale, is kay bache is kay bale
Is ki hurmat ke rakhwale, kis ki himmat aankh uthalay
Lute is ki aan yeh apna Pakistan
Yeh apna Pakistan yeh apna Pakistan