Maon ki dua puri hui aur hamein
Maon ki dua puri hui aur hamein
Itni bari dunya mein ghar mil gia
Allah ka ahsan hai hamara Pakistan hai
Hum aan hum shan hum is ki jaan hain
Har ik lamha is ki khatir kaam karna hai
Dunya mein ab roshan is ka naam karna hai
Har ik lamha is ki khatir kaam karna hai
Dunya mein ab roshan is ka naam karna hai
Waqt pare to is ki khatir har dukh sah lein gay
Jaan labon par aajaye to phir bhi kah dein gay
Waqt pare to is ki khatir har dukh sah lein gay
Jaan labon par aajaye to phir bhi keh dein gay
Hum aan hum shan hum is ki jaan hain
Khawab hai iqbal ka aur quaid ki umang
Jewan sang lagaye rakhna is ki har lagan
Khawab hai iqbal ka aur qaid ki umang
Jiwan sang lagaye rakhna is ki har lagan
Hum aan hum shan hum is ki jaan hain
Hum Pakistan hain
Hum Pakistan hain
Hum Pakistan hain
Hum Pakistan hain