

jinhein mein dhoondhta tha Asmano mein zamiinon
wo nikle zulmat-khana dil ky makhino main
mahine wasl ki ghariyon ki soorat orty jate hai
magar ghariyan jodai ki guzarti hai mahino main
mujhe rokay ga to ae kkhuda kya ghark honay se
Ki jin ko doobna hai doob jatay hain safinon main
jala sakti hai shaam kushta ko mouj nafs inn ki
ILAHI kia chupa hota hai ahl e dil ky seeno main
tmmna dard dil ki ho to kr khidamat faqeeron ki
nahi Milta yeh gohar baadshaho ky khazino me
mohabbat ky lie dil dhond koi tootny wala
yeh woh mein hai jisay rakhtay hain naazuk aabb cheeno main
bora samjhun a?nhin mujh se to Aisa ho Nahi sakta
ky main khud bhi to ho “IQBAL” apne nokta cheeno me