

Ustaad: Pakistan main aman kun nahi qaiem hota hai?
Student (Papoo): Sir hamara to Jhanda hi Ulta hai.
Ustaad: Kya matlab?
Papoo: Sir white color aman ki alaamat hai aur green color quom ka Aman ko to dandaa diya hua hai, aghar yehi dandaa quom ko diya hota to aaj aman hota.